Posts

Showing posts from 2021

All In One Hadith

Image
  All In One Hadith 1.  ✦  *Hadith : Allah usko khushhaal rakhey jo hamari hadith ko suney aur aagey pahuchaye* ----------- ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu us Shaks ko khush rakhein jisne hamari koi baat suni aur phir bilkul usee tarah dusro tak pahucha di jis tarah suni thi,kyunki bahut se aise log jinhe hadith pahuchegi wo sunne wale se zyada samajh aur ilm rakhte honge Jamia Tirmizi Jild 2, 552-Sahih 2. Mafhum-e-Hadith - Jaha tak uski (Muadhdhin ki) aawaz jati hai uskey liye tamam khush aur tar cheezain gawah ban jati hai Abu huraira Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Muadhdhin ( Adhan dene wala) bakhsh diya jata hai jaha tak uski aawaz jati hai uskey liye tamam khush aur tar cheezain gawah ban jati hai. Aur Namaz ( ki jamaat) mein aaney waley ke liye 25 Namazon ka sawab likha jata hai aur ek Namaz se dusri Namaz tak ke gunaah maaf kar diye jatey hain Sunan Abu Dawud, Vol 1, # 513-Sa...

Sahih Bukhari Hadith

Image
 Sahih Bukhari Hadith   *Bismillahirahmanirraheem* *✦ Hadith: Hamara Rab har raat farmata hai kaun hai jo mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu* ----- ✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai to hamara Rabb jo barkat wala aur paak hai har raat Aasman-e-duniya ki taraf nuzul farmata hai aur farmata hai, kaun hai jo mujhse Dua karey ki main uski Dua Qubul karu , Kaun hai jo mujhse maange  ki main use du , kaun hai jo mujhse bakhshish talab karey ki main uski bakshish karu Sahih Bukhari 6321 ...............       ............    ......... Bismillahirrahmanirraheem ✦ Kisi ko Muskurata dekh kar padhne ki dua --- ✦  Ek baar Umar Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ke pass tashreef laye to dekha ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam muskura rahe they to unhone kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam أَضْحَكَ اللَّهُ سِنَّكَ Adhak Allahu sinna...

Surah Al-Baqara

Image
SURAH AL-BAQARA بِسۡمِ ٱللهِ ٱلرَّحۡمَـٰنِ ٱلرَّحِيمِ الٓمّٓۚ‏﴿۱﴾ ذٰلِكَ الۡڪِتٰبُ لَا رَيۡبَ ۛۚ  ۖ فِيۡهِ ۛۚ هُدًى لِّلۡمُتَّقِيۡنَۙ‏﴿۲﴾ الَّذِيۡنَ يُؤۡمِنُوۡنَ بِالۡغَيۡبِ وَ يُقِيۡمُوۡنَ الصَّلٰوةَ وَمِمَّا رَزَقۡنٰهُمۡ يُنۡفِقُوۡنَۙ‏﴿۳﴾ وَالَّذِيۡنَ يُؤۡمِنُوۡنَ بِمَآ اُنۡزِلَ اِلَيۡكَ وَمَآ اُنۡزِلَ مِنۡ قَبۡلِكَۚ وَبِالۡاٰخِرَةِ هُمۡ يُوۡقِنُوۡنَؕ‏﴿۴﴾ اُولٰٓٮِٕكَ عَلٰى هُدًى مِّنۡ رَّبِّهِمۡ‌ وَاُولٰٓٮِٕكَ هُمُ الۡمُفۡلِحُوۡنَ‏﴿۵﴾ اِنَّ الَّذِيۡنَ كَفَرُوۡا سَوَآءٌ عَلَيۡهِمۡ ءَاَنۡذَرۡتَهُمۡ اَمۡ لَمۡ تُنۡذِرۡهُمۡ لَا يُؤۡمِنُوۡنَ‏﴿۶﴾ خَتَمَ اللّٰهُ عَلَىٰ قُلُوۡبِهِمۡ وَعَلٰى سَمۡعِهِمۡ‌ؕ وَعَلٰٓى اَبۡصَارِهِمۡ غِشَاوَةٌ وَّلَهُمۡ عَذَابٌ عَظِيۡمٌ‏﴿۷﴾ وَمِنَ النَّاسِ مَنۡ يَّقُوۡلُ اٰمَنَّا بِاللّٰهِ وَبِالۡيَوۡمِ الۡاٰخِرِ وَمَا هُمۡ بِمُؤۡمِنِيۡنَ‌ۘ‏﴿۸﴾ يُخٰدِعُوۡنَ اللّٰهَ وَالَّذِيۡنَ اٰمَنُوۡا ‌ۚ وَمَا يَخۡدَعُوۡنَ اِلَّاۤ اَنۡفُسَهُمۡ وَمَا يَشۡعُرُوۡنَؕ‏﴿۹﴾ فِىۡ قُلُوۡبِهِمۡ مَّرَضٌۙ فَزَادَهُمُ اللّٰهُ مَرَضًا‌ۚ وَّلَهُمۡ عَذَابٌ اَلِيۡمٌۙ  ۢ بِمَا كَانُ...